!! मैं उड़ चला !!
उड़ते परिंदे की तरह,
हवाओं में मैं उड़ चला |
क्या बताऊँ मैं तुझे यह,
बहती हवा मुझे कहाँ ले चला ?
असमान में उड़ते तो सब हैं |
एक चील की उड़ान मैं उड़ चला |
इन वादियों की खूबसूरती में और
इस सुनहरी धुप में मैं उड़ चला |
मत रोको मुझे अब तुम,
आज़ाद होकर अब मैं उड़ चला |
कुछ सपने देखे हैं मैंने,
ख्वाबों के परों पर मैं उड़ चला |
खुदा ने दी है ये इनायत मुझे,
उसकी इबादत में अब मैं उड़ चला |
हैं नज़र मेरे अभी भी ज़मीं पर,
पर एक ऊँची उड़ान मैं उड़ चला |
Main Ud Chala.
udte parinde ki tarah,
Hawaon me main ud chala.
kya bataun main tujhe yeh,
behti hawa mujhe kahan le chala.
asman me udte to sab hain.
ek cheel ki udaan main ud chala.
in vadiyon ki khubsurti me aur
is sunhari dhoop me main ud chala
mat roko mujhey ab tum.
aazad hokar ab main ud chala
kuchh sapne dekhe hain maine
khwabo ke paron par main ud chala
khuda ne di hai ye inayat mujhe
uski ibadat me ab main ud chala
hain nazar mere abhi bhi zameen par
par ek unchi udaan main ud chala.
Main Ud Chala.
udte parinde ki tarah,
Hawaon me main ud chala.
kya bataun main tujhe yeh,
behti hawa mujhe kahan le chala.
asman me udte to sab hain.
ek cheel ki udaan main ud chala.
in vadiyon ki khubsurti me aur
is sunhari dhoop me main ud chala
mat roko mujhey ab tum.
aazad hokar ab main ud chala
kuchh sapne dekhe hain maine
khwabo ke paron par main ud chala
khuda ne di hai ye inayat mujhe
uski ibadat me ab main ud chala
hain nazar mere abhi bhi zameen par
par ek unchi udaan main ud chala.
No comments:
Post a Comment