Kaante na hote toh phoolon ki hifazat na hoti,
Andhera na hota toh raushni ki zarurat nai hoti,
Agar mil jaati yun hi har khushi is duniya me,
Toh is tarah dil ki mulakat dard se na hoti.
Chhod dete jeena hum uske chhod jane ke baad
par aaj bhi umeed hai uske wapis aa jane ki
kya hua jo kabhi puri na hogi hasrat
hasrat bhi kahan ki thi unke chhod jane ki
Saath Humara pal bhar ka sahi
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi
Khushiyaan ek kahani ban ke reh gayi
milte milte yeh dooriyaan badti gayi
na jane kahaan gayi woh khilte huye mausam
dil mein ek parchhayi si chha gayi
we dont succeed in our 1st love..!
becoz we lack certain qualities..
but
after achieving those qualities,
we never love again....!
No comments:
Post a Comment